Jump to Forum..
- Boddunan.com Updates
- - Announcements
- - Contests & Rewards
- - Group Discussions
- Discussions
- - General Discussions
- - Improving English Writing Skills
- - Q n A - Find answers to your questions
- - Daily Dose
- - Topics of Interest
- - - Current Affairs & Latest News
- - - Education & Learning
- - - Humor & Jokes
- - - Movies & Entertainment
- Your Vote Counts
- - Feedback
- - Suggestion Box
- Shoutbox
- - Introduce Yourself
- - The Lounge
- - Help
- - Testimonials
Like it on Facebook, Tweet it or share this topic on other bookmarking websites.
14 years ago
Miss call ek adaa hai aazmane ki
Ek lamha churaane ki
Ek ehasaas jagaane ki
Ek dastak hai unke dar par
jinko aadat hai bhool jaane ki
Ek lamha churaane ki
Ek ehasaas jagaane ki
Ek dastak hai unke dar par
jinko aadat hai bhool jaane ki
Aastha Gupta
14 years ago
Pyaar Ise Kehte Hain
Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,
pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,
Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,
Ek Dhoka hain Jise hum sab “PYAAR” kehte hain !
Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,
pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,
Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,
Ek Dhoka hain Jise hum sab “PYAAR” kehte hain !
Aastha Gupta
14 years ago
abhi yad aye to aik bar kehna, kabhi barish ban k in ankho se na behna, dost na sahi AJNABI he rehna, magar *KABHI**ALVIDA**NA KEHNA*
Santosh Kumar Singh
http://experienceofknowledge.blogspot.com/
14 years ago
Raat hogi to chand duhai dega, Khawabon mein aapko woh chehra dikhai dega, Ye mohabbat hai zara sochke karna, Ek aansoo bhi gira to sunai dega.
Santosh Kumar Singh
http://experienceofknowledge.blogspot.com/
14 years ago
Mujhe sulane ki khatir jab raat aati hai, Mein so nahi pata raat so jati hai, Puchne per dil se aawaz aati hai, Aaj yaad karlo, raat to roz aati hai..
Santosh Kumar Singh
http://experienceofknowledge.blogspot.com/
14 years ago
Ye ishq nahin asan ye tohfa hai khuda ka,
bandhan hai ye dilon ka ye hakikat hai zindagi ka,
ye ishq nahin asan ye nasha hai Mohabbat ka,
Ye jaan hai iss dil ka arman hai ye zindagi ka..
bandhan hai ye dilon ka ye hakikat hai zindagi ka,
ye ishq nahin asan ye nasha hai Mohabbat ka,
Ye jaan hai iss dil ka arman hai ye zindagi ka..
Santosh Kumar Singh
http://experienceofknowledge.blogspot.com/
14 years ago
"Unki her ek ada ke hum kayal ho gaye,
unki tirchi nazar se jo hum ghayal ho gaye
asaliyat jani jab humne ki nazar hi tirchi hai unki
to laga aisa sadma ki hum pagal ho gaye"
unki tirchi nazar se jo hum ghayal ho gaye
asaliyat jani jab humne ki nazar hi tirchi hai unki
to laga aisa sadma ki hum pagal ho gaye"
"I am free of all prejudice. I hate everyone equally."
- W. C. Fields :)
14 years ago
Meri dosti ka jo hisaab lagaoge
to meri dosti ko behisaab paooge
pani ke bulbule si hai meri dosti
zara si thes lage to dhoonte reh jaoge..
to meri dosti ko behisaab paooge
pani ke bulbule si hai meri dosti
zara si thes lage to dhoonte reh jaoge..
Santosh Kumar Singh
http://experienceofknowledge.blogspot.com/
14 years ago
Hoth,Haiyu Ne Nayan Ma Harakh Lage 6e
Sajan Tane Koi Mali Hoy Avi Khabar La6e 6e
ARISA Ma Tame Bau Joya Na Karo
Kyarek Potani Pan NAZAR Lage 6e.
Sajan Tane Koi Mali Hoy Avi Khabar La6e 6e
ARISA Ma Tame Bau Joya Na Karo
Kyarek Potani Pan NAZAR Lage 6e.
14 years ago
Usko chaha to bahut magar wo mila hi nahi
Lakh koshish ki magar faasla mita hi nahi
Usko zamane ne majboor is qadar kar diya
Ke meri kisi sada pe wo ruka hi nahi
Khuda se jholi phaila ke maanga tha usay
Khuda ne meri kisi dua ko suna hi nahi
Har aik se poocha sabab uske na milne ka
Har aik ne bataya ke wo mere liye bana hi nahi
Main tamaam umar ki koshish ke bawjood nakaam ho gaya
Aur wo usko mil gaya jis ne usay kabhi maanga hi nahi
Itni shiddat se chaha magar tu kisi aur ka ho gaya
Shayad is jahan mai wafa ka koi sila hi nahi….

Page 6 of 8
You do not have permissions to reply to this topic.