Post your Hindi poem or sayaries here

2.3K Views
0 Replies
1 min read
Maut Meri Manzil Hai
Zindagi ek Safar Hai
Tute na dil kisi Ka
Har dil Khuda ka Ghar Hai.

10 Replies

Maut ka Ehsaas Na karo
Sirf Zindagi Haqueekat hai
Zindagi aur Ujala se pyaar hai
Andhkar aur Maut se bekhabar hoon
sabko apna pyaar aur
naye saal ki mubarak deta hoon
शारीरिक यंत्रणा में
दांत पीसकर के हम रह गए
मानसिक सब क्लेश
आंख मूंद कर के सह गए
परतु हे राम! क्या हुआ यह
सहानुभूति के एक कोमल से हाथ के स्पर्ष से
आंसुओं के निर्झर सावन की बरखा से बह चले

© हरीश झारिया
Tum chand mai sitara
Tughe to dekhti hai dunia saari
Par log apni wish puri karne ke liye
mere tootne ka intgar karte hain
"Is yaari ke vaaste,hum waqt tak ko baandh baithe,
Mashooq ko de dil,hum khud se khafa ban baithe,
par kya kahein,
Yaari ki dor bunte bunte,hum faasley hi bun baithe,
ke paraaye to apne huey beshak,apney hi paraaye ban baithe."
Very good to see this post.
Humse poocho kya hota hai pal pal bitana,
Bohut muskil hota hai dil ko samjhana,yeh
Zindagi to beet jayegi bas muskil hota hai,
Kuch beete palo ko bhulana.
I am more into Comedy stuff. So my Contribution:

Tere dar par sanam hazaar baar aayenge.. Waah waah
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge

Bell bajayenge aur bhaag jaayenge...:) :)
Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge,
Tumhaare jaisa dost khone bhi nahin denge,
Roz sharafat se sms kiya karo warna ……,
Ek kaan k neeche denge or rone bhi nahin denge… :laugh:
Hahaha the old topic is raised back again in the forum I am not at good at Hindi.
Dard o dard se maat deho,kyuki drd ko bhi toh dard hota hai,
Dard ko bhi jarurat hai ek dost ki,akhir dost hi dard mein hamdard hota hai.

Topic Author

S

Santosh Kumar Singh

@santoshkumarsingh

Topic Stats

Created Monday, 28 December 2009 17:17
Last Updated Tuesday, 30 November -0001 00:00
Replies 0
Views 2.3K
Likes 0

Share This Topic